|
Browse
Albums List Alphabetically: A
• B to C • D
to E • F to H • I
to J • K • L
• M • N
to R • S • T
• U to Z
Browse Albums by Release Year: 1965
to 1980 • 1981 to 1990
• 1991 to 2000 • 2001
to 2003
Browse Albums by Genre: Films
• Non Films • Devotional
Shamme Mazaar Thee Na Koi
Sogwaar Tha
Tum Jis Pe Ro Rahe The Wo Kiska Mazaar Thaa
Tadpoonga Umr Bhar Dil-e-marhoom Ke Liye
Kambakht Naamuraad Ladakpan Ka Yaar Thaa
Jaadoo Hai Ya Tilism Tumhari Jubaan Mein
Tum Jhoot Keh Rahe The Mujhe Aetbaar Thaa
Kya Kya Hamari Sazde Kee Ruswaaeeyan Huyeen
Nakshe-kadam Kisi Ka Sare Rehguzaar Thaa |
| Next
Page >> |
|